Buri Nazar Wale Tera Muh Kala Lyrics – Jigar Thakor

Presenting you Buri Nazar Wale Tera Muh Kala Lyrics by Jigar Thakor. The song name is Muh Pe Lagale Tala Me Jhukega Nai Sala.

Buri Nazar Wale Tera Muh Kala Lyrics

Style mera south wale hero ke jaisa
(aisa kya)
Are chashma pehanta main rajnikant jaisa
(chal chal nikal le band kar apni bhankas)

Are style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa
Buri nazar wale tera wuh kaala

Muh pe laga le tala main jhukega nahi sala
(abe yeda samjha kya)
Muh pe laga le tala main jhukega nahi sala
(are baccha nahi hai main
Baap hai tera, baap bole to appa)

Style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa

Power kisi ka main sehta nahi
Faukat mein unglee main karta nahi
Are power kisi ka main sehta nahi
Faukat mein unglee main karta nahi

Lallu panjju se kabhi darta nahi
Jo main dikhta hoon waisa nahi
(are main bohot alag hai re baba)

Are thoda tedha hoon par hoon main dilwala
Heroine acchi lagti hai madhubala
(kya re srivalli se direct madhubala
Yeda banke peda khaa raha hai kya)

Muh pe laga le tala main jhukega nahi sala
Muh pe laga le tala main jhukega nahi sala

Abe sun!
Style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa
(bahut shana hai saala)

Galti se mujse ulajhna nahi
Aede challe kabhi karna nahi
Are galti se mujse ulajhna nahi
Aede challe kabhi karna nahi

Ekbaar bolun woh karta hoon main
Kisi ke baap se naa darta hoon main
(kya re idhar ka don hai tu)

Patli gali se nikal le o laala
Panga mat lena bhari padega sala
(marega sala)

Muh pe laga le tala main jhukega nahi sala
Muh pe laga le tala main jhukega nahi sala

Abe sun!
Style mera south wale hero ke jaisa
Chashma pehanta main rajnikant jaisa

(are bas re bahot ho gaya tera
Kab se mach mach kar rela hai
Abe chup
Main rukega nahi sala)

Muh pe laga le tala main jhukega nahi sala
(sala chirkut yeh nahi sudhrega)

Video Song

This is the end of Buri Nazar Wale Tera Muh Kala Lyrics.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *