Phir Milenge Coke Studio Lyrics

Presenting you Phir Milenge Coke Studio Lyrics by Faisal Kapadia x Young Stunners. The song name is Phir Milenge from Coke Studio Season 14.

Phir Milenge Coke Studio Lyrics

Dil ke kisi kone mein hi
Yadein teri maine
Chhupa rakkhi hai
Chhupa rakkhi hai

Bhoola nahi, tu bhi mujhe
Baatein yoon hi maine
Banaa rakkhi hai
Banaa rakkhi hai

Samaaya the dil mein woh aise
Anjaane doh milte phir kaise
Tum baarish mein bheege hum behta
Samandar kinare joh rehta

Umeedein laga ke woh baithe
Jo apno ki ghum woh bhi sehta
Yeh duniya toh chahti ke behke
Yeh baarish ki khusbu se mehke

Mile dard bohot
Kabhi tu bhi mil

Dil mein rehti nahi
Jaanam tu hi dil
Aaj phir aayi na tu
Intezaar raha mustakil

Nazar saara karo zara si
Qadar karo meri kala ki
Jaane wale chale jaate hai
Kismaat hi to kaabu me nehi aati

Chau mein dhup ki tarah
Jisam mein rooh ki tarah
Gujre dimag se yaad teri
Lagatar lahu ki tarah

Ab khaye jaaye yeh daaro diwaar
Mujhe kisi bhuk ki tarah
Tere bina nehi ghar bhi ghar
Akele main mehsoos kiya

Teri kaami poori huyi na
Aaj bhi rahi ek dil mein khala
Fiza bhi aayi par
Waqt aur dil ka baag bhi
Raha na hara

Tera hi aitbaar baki saari
Duniya pe bharosa nehi bana
Tu mujhpe dekhe insaan
Baaki saari duniya ko dikhe bas kala

Tu hai!
Main hu!
Aur gehri khamoshi
Hum dono hi nahi sunte
Joh bhi ye kuch kehti hogi

Gali hain dil ki dang
Tera uspe aana na ho
Dil ke mohalle mein
Ab tera mera jana na ho

Tu hai, main hoon
Aur sirf fasle hai
Raate maun kaata
Muntizir hum aapke hai

Raazi nehi rajdaar bhi
Kya maangte hai
Khamiyo pe parde log
Kamhi yaha daalte hai
Humse sihane rakhte khwaab
Raatein jaagte hai
Hum tumhe tumse bohot behtar
Jaante hai

Sargoshi mein log
Naam tera
Tere liye maine
Haaya rakhi hai
Haaya rakhi hai

Bhula nahi main bhi tujhe
Mere liye maine
Saaja rakhi hai
Saaja rakhi hai

Zindagi pe
Likh chuke hai falsafe
Itni din lagi ki
Khudko hi na padh saake
Beqadar tu darbadar
Yun bekhabar hi chal padhe

Yaadein kheechti hai
Aage hi na badh saake
Saadhgi ban chuki hai
Badhzhi muntazar
Khadi usi mukaam pe

Hum aaj bhi aaj phir tu aayi nahi
Aaj phir tu shayari
Aaj phir tu ek gumaan
Yaad teri khayegi

Oh thi meri raza
Ab duwa ban gayi
Ye mere khuda ya
Saaja ban gayi

Main jagun saari raat
Woh subhah ban gayi
Garajke baraaste
Ab yeh baadal nahi

Tu mere har dard ki davah
Main dhoop mein khada
Mehsoos kar zara
Mausam badalte hue dekhe hai log
Badalte roop ki tarah

Kya mile ab teri dewaron me milege
Khwabon mein rehta
Khayalon mein unke
Sawalon mein kya pehcange
Paimano se kaise bharosha
Karoge hum insano pe

Tuhi khwaab tuhi meri khwaish
Tuhi hai saans
Main tera bandu baarish

Milenge phir kabhi
Umeed bhi tu aas bhi
Khuli kitaab karte
Zakhm ki numawish

Khaani kaha
Khatam hoti hai
Poori nehi
Har kasam hoti hai

Phir milenge kabhi
Ajnabi ki tarah
Iss raaz ne dil mein
Chupa rakhi hai
Chupa rakhi hai
Chupa rakhi hai

Video Song

This is the end of Phir Milenge Coke Studio Lyrics.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *