Kyu Ek Pal Ki Judai Sahi Jaye Na Lyrics

Presenting you Kyu Ek Pal Ki Judai Sahi Jaye Na Lyrics by Arijit Singh. The song name is Sawan Aaya Hai.

Kyu Ek Pal Ki Judai Sahi Jaye Na Lyrics

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai
Mohabbat barsa dena tu, saawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Mohabbat barsa dena tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Kyun ek pal ki bhi judaai sahi jaaye na
Kyun har subah tu meri sanson me samaye na
Aaja na tu mere paas, dunga itna pyar main
Kitni raat guzaari hai, tere intezar mein

Kaise bataaun jazbaat ye mere
Maine khud se bhi zyada tujhe chaaha hai
Sab kuch chhod ke aana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar mein tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Aaj ki raat na jaana tu, sawan aaya hai
Tere aur mere milne ka, mausam aaya hai

Sabse chhupa ke tujhe seene se lagaana hai
Pyar main tere hadd se guzar jaana hai
Itna pyar kisi pe, pehli baar aaya hai

Video Song

This is the end of Kyu Ek Pal Ki Judai Sahi Jaye Na Lyrics.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *