Chahto Ka Maza Faslo Me Nahi Lyrics – Once Upon a Time in Mumbai

Presenting you Chahto Ka Maza Faslo Me Nahi Lyrics” by Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar from the movie Once Upon a Time in Mumbai whose was given by Pritam Chakraborty. The song name is Tum Jo Aaye Zindagi Mein written by Irshad Kamil. This song features Emraan Hashmi, Prachi Desai, Ajay Devgan, Kangana Ranaut, Randeep Hooda.

Song Details

Song NameTum Jo Aaye Zindagi Mein
Singer (s)Rahat Fateh Ali Khan, Tulsi Kumar
LyricsIrshad Kamil
MusicPritam Chakraborty

Chahto Ka Maza Faslo Me Nahi Lyrics

Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein

Tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi
Ishq mazhab ishq
meri zaat ban gayi

Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein

Ho tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur
chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi

Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein

Chahaton ka mazaa
Faasalon mein nahin
Aa chupa loon tumhein
Hauslon mein kahin
Sabse upar likha
Hai tere naam ko
Khwaishon se jude
Silsilon mein kahin

Khwaishein milne ki tumse
Khwaishein milne ki tumse
Roz hoti hai nayi
Mere dil ki jeet
Meri baat ban gayi
Hoo tum jo aaye zindagi
mein baat ban gayi

Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein

Zindagi bewafa hai
yeh maana magar
Chod kar raah mein
jaoge tum agar
Cheen launga main
aasman se tumhe
Soona hoga na yeh
do dilon ka nagar

Raunke hain dil ke dar pe
Raunke hain dil ke dar pe
Dhadkane hain surmayi
Meri kismat bhi
tumhari saath ban gayi
Hoo tum jo aaye
zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab
Ishq meri zaat ban gayi

Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke
Dekhti hoon ab gayi
Din hai sona aur
chaandi raat ban gayi
Hoo tum jo aaye
zindagi mein baat ban gayi

Paaya maine paaya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Nagmein sagaya tumhein
Paaya maine paaya tumhein
Sab se chupaya tumhe
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein

Lyrics written by:- Irshad Kamil

Music Video

This is the end of Chahto Ka Maza Faslo Me Nahi Lyrics”.

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *